Sunday 29 July 2012

Apni khushi ko chodd dusre ka gum talashte hai, azab pehlu h y duniya ka..
mujh ab tak y samajh nahi aata…..

Jeey agr to jeene nahi dete……..marana cahaey to marne nahi dete
Y dastur nirala h….sabhi jeev nazar aate h …koi Insan kyun nahi ban jaata…..


Ghar ki dehleez kam lageti h…….apne tamashon k liye……
saree bazaar janaze par sazaa izzat nikaltey h…….
 Uff y gazab si byaar h chaali, Sanskaro ki badtti kami………
Mann mashtishk m sukun nahi……kyun mandiron m ghanton h bitate…….

Ghor karishmaayi duniya y aangaron ko haawa deti h…..
sukun pasand koi nahi…bum baari s baat karti h

 Heraan hun m y dekh kar kyun saral bhasha m koi baat samjh nahi paata…….

Itni jaalan liye phirtey hai…… dil jal khaak kyun nahi ho jaata……
Itnaa sastaa insaan h aaj……… har modd par supari sa bikk jataa….

No comments:

Post a Comment